Watch and track your favorite playlist.
Curated by: Vasy (454 videos)
Har business mein ek aisa pal aata hai, jab mehnat toh poori hoti hai... lekin raasta samajh nahi aata. Is Ganesh Chaturthi, Bappa se bas ek hi prarthana hai: “Raasta dikha do Bappa...” 🙏 Kyunki badlav prakriti ka niyam hai, aur aage badhne ke liye pehla kadam humein hi uthana padta hai. Vighnaharta Ka Vardaan — ek chhoti si kahani har us business ke naam, jo mehnat ke saath badlav ko bhi apnana chahta hai. 💙🐘 Ganpati Bappa Morya! 🙏 #ganeshchaturthi #VighnahartaKaVardaan #businessgrowth #ganpatibappamorya #vasy