Likedoldsongs

Watch and track your favorite playlist.

Curated by: Yashwant Pawar (297 videos)


Currently Playing: Tum Jo Chale Gaye To Hogi Badi Kharabi | Aas Paas | Dharmendra, Hema Malini | Lata M, Kishore Kumar

Movie/album: Aas Paas Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Song Lyricists: Anand Bakshi Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Music Label: Shemaroo Starring: Dharmendra, Hema Malini Release on: 16th January, 1981 Song Lyrics Tum jo chale gaye To hogi badi kharabi Tum jo chale gaye To hogi badi kharabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tum jo chale gaye to Hogi badi kharabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Mujhe dil mein band kar lo Dariya mein phenk do chaabi Mujhe dil mein band kar lo Dariya mein phenk do chaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Dil mein hi mujhako rakhana Aankhon mein na basaana Aankhon ki is gali mein Hai ik sharaabkhana Dil mein hi mujhako rakhana Aankhon mein na basaana Aankhon ki is gali mein Hai ik sharaabkhana Main is taraf gaya to Ho jaaunga sharaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Aankhein bicha di main ne Rasta tumhaara roka Phir kab milega jaane Itna haseen mauka Aankhein bicha di main ne Rasta tumhaara roka Phir kab milega jaane Itna haseen mauka Fursat bhi hai zara si Mausam bhi hai gulaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Nazaron ne pyaar bheja Dil ne salaam bheja Nazaron ne pyaar bheja Dil ne salaam bheja Ulfat mein dil ne dil ko Are aaisa payaam bheja Jaise kisi ko koi likhata Hai khat jawaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Mujhe dil mein band kar lo Dariya mein phenk do chaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Kutch tum ko ho gaya To hogi badi kharaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi Tumhein dil mein band kar lu Dariya mein phenk du chaabi.


Tracks in this Playlist